This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
Blog Day : |
4342 | Post No. : | 15645 |
“Hamaara Ghar”(1950) was directed by Nanabhai Bhatt for Hindustan Chitra, Bombay. The movie had Durga Khote, Umakant Desai, Veera, Agha, Meena Kumari, Geeta Bose, David, Jankidas, Ramesh Gupta etc in it.
The movie had seven songs in it. Three songs from the movie have been discussed in the blog in the past.
Here is the fourth song from “Hamaara Ghar”(1950) to appear in the blog. This song is sung by Rafi and Shamshad Begam. Bharat Vyas is the lyricist. Music is composed by Chitragupta.
Only the audio of this song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of this song.
Song-Teri tirchhi nazar teri patli kamar (Hamaara Ghar)(1950) Singers-Rafi, Shamshad Begam, Lyrics-Bharat Vyas, MD-Chitragupta
Both
Lyrics
o teri tirchhi nazar
teri patli kamar
lahraa ke bal khaake ham pe jaaadu kar gayi
haan aankhon ka kasoor chhuri dil pe chal gayi
ho meri tirchhi nazar meri patli kamar
main kya jaanoon haaye kaise dil pe jaadu kar gayi
dekha jo tumko saamne duniya badal gayi
ho o o
teri nagariya mein beech dagariya mein
nanha sa dil mera kho gaya
teri nagariya mein beech dagariya mein
nanha sa dil mera kho gaya
ho o o
teri atariya mein beech bajariya mein
tu meri main tera ho gaya
oye nanha sa dil mera kho gaya
hoye teri chhoti si umar tera nanha sa jigar
tere maathe ki bindiya ghazab kar gayi
haan aankhon ka kasoor chhuri dil pe chal gayi
ho meri chhoti si umar mera nanha sa jigar
main kya jaanoon kaise bindiya ghazab kar gayi
dekha jo tumko saamne duniya badal gayi
haan aankhon ka kasoor chhuri dil pe chal gayi
ho o o o
baaten banaao nahin aankhen milaao nahin
dekht log lugaai hain
baaten banaao nahin aankhen milaao nahin
dekhat log lugaai hain
ho o o
hamse lajaao nahin aankhen churaao nahin
tumko raam duhaai hai
ho o dekht log lugaai hai
ghoonghat waale o hazur kaahe itna guroor
gore gaalon ki laali julam kar gayi
haan aankhon ka kasoor chhuri dil pe chal gayi
ho meri tirchhi najar meri patli kamar
main kya jaanoon haaye kaise dil pe jaadu kar gayi
dekha jo tumko saamne duniya badal gayi
dekha jo tumko saamne duniya badal gayi